hamzad wa jinnat

hamzad wa jinnat

Sunday, August 9, 2015

karismati anguthi

ASSLAMU ALAYKUM : bahot dino ke bad  ap ki khidmat me hazir dost wa ahbab ki farmais thi ke ifrit jinnati anguthi bnaye par wo to na huwa kyunki ifrit lafj sun sun kar logo ne kaha par jo sahi tha use madde nazar rakhte huwe hamne 16 anguthiya tayyar ki hain jinki khususiyat ye hain ke ise anguste sahadat me pahan kar 3 martaba ya RUKIYAEEL hazir su.... kahen  kyunki iske muakkil ka nam rukyaeel hi hai to apko usi waqt apko hawa ka ek jhoka sa mahsus hoga nazar kuch na ayega ap jab dekhen ke hawa ka jhoka mahsus ho raha hai usi waqt apna muda.a byan karen maslan fala bin fala ke dil me meri muhabbat paida kare ya mere karobar me kharidar ko laaye munafa jyada howe . aur ye ke is bimari ki dawa kya hai agar mumkin hai to lakar de wagairah wagairah bahot sa dawa to nahi kar sakte par jaruriyate zindagi ke liye ek anmol tohfa hai jo hazrat som wa salat ke paband hon wo apna pura pata bata kar hasil kar sakte hain aur raha sawal ye ke kafi log ye puchte hain ke hadiya kitna dena hoga to khuda ke waste esa sawal karke amal ki be adbi nahi karni chahiye bhala sochiye ilm ki kimat koi ada kar sakta hai ? ap apni khusi se hamari mehnat samajh kar ya jo bhi samajh kar hadiya ada karna chahe karen koi mujayka nahi haan ap is email par rabta kar sakte hain hasil karne ke liye       :       allamazubair@gmail.com